Search Google

Wednesday 11 November 2015

Youtube money

Kaise Yoiutube par Multiple Channel Banaye Ek Email Id se

New Channel Banane ke liye –
Step 1. Google ke Account me Sign in kare.
Step 2. Ab Youtube Channel Switcher me jaye.
Step 3. Create a new channel ki button par click kare. (Note: Agar Aapka Phele se Google+ Page hai or aap ussi naam se Channel banana chate hai to aap uske naam par click karke bhi bana sakte hai, wo aapko list me dikh jayega.)
Channel Switcher par ja kar creater new channel par click kare
Step 4. Ab ek form aayega
channel ka naam or uski detaial dale create karne ke liye
  1. Channel ka Naam Dale
  2. Category select kare channel ki
  3. Term ko pad kar tik kare.
  4. Finished ki button par click kare.
jese hi finished karege aapki New Youtube Channel Ban jayegi
youtube ka channel create ho chuka hai.
Ab aapki Channel to Ban Chuki hai,
To ab aapko agar ek se jada channel chalani hai to aapko alag-alag email id or bar bar login karne ki jarurat nahi hai.. Aap Simple Channel Switcher me ja kar apni dusri Channel Select karke usko use kar sakte hai.
Youtube ke bare me ham or bhi bhut si jaakari aage janege, taki  ham Apni Channel ko or bhatar bana kar badiya paise kama sake.
Kuch or jaruri jaankari Youtube ke bare me –
Agar aapka koi sabal hai to aap comment me puch sakte hai..

No comments:

Post a Comment